Mera Ishq Sailab Mera Hi Khoon-e-Jigar Hai,
Mein Lehron Se Poochta Raha Mera Sahil Kidhar Hai,

Na Sahil Mila Na Lehron Se Koi Jawab,
Mere Ashqon Ne Hi Kiya Mujhe Barbad.