Us Ka Milna Hi Mukaddar Me Nahi Tha Warna..!! Hum Ne Kya Kuch Nahi Khoya Usey Paney K Liye...!!…
Read moreAik Halka Sa Yaad Ka Jhonka..!! Zakham Sare Tatol Deta Hai...!!
Read moreTamaam Umr Jo Ki Hum Se Be-Rukhi Sab Ne..!! Kafan Me Hum Bhi Azeezon Se Muh Chupa Chale..!!
Read moreArmaan Tamaam Umer K Seene Me Dafan Hain..!! Hum Chalte Phirte Log Mazaaron Se Kam Nahi...!!
Read moreZindagi Kya Kisi Muflis Ki Qabaa Hai Jis Me..!! Har Ghari Dard K Paivand Lagaye Jate Hain...!!
Read moreHasrat Pe Us Musaafir-E-Be-Kass Ki Roiye..!! Jo Thak Gaya Ho Baith K Manzil K Saamne..!!
Read moreChale Jane Do Us Bewafa Ko Kisi Ghair K Aagosh Me...!! Jo Itni Chahat K Baad Bhi Mera Na Hua Kis…
Read moreKuch Khatakta To Hai Pehlu Me Mere Reh Reh Kar..!! Ab KHUDA Jane Teri Yaad Hai Ya Dil Mera..!!
Read moreRaah-E-Mohabbat Me Ajab Sa Hua Hai Haal Apna..!! Na Zakham Nazar Aata Hai Na Dard Saha Jata Hai.…
Read moreUss Paar Utarne Ki Umeed Bohat Kam Hai..!! Kashti Bhi Purani Hai Toofan Ko Bhi Ana Hai...!!…
Read moreKehne Deti Nahi Kuch Muh Se Mohabbat Meri..!! Lub Pe Reh Jati Hai Aa Aa K Shikaayat Meri...!!…
Read moreMuhabbat Me Dil Ka Tootna Tum Kabhi Nahi Jaan Paoge..!! Agar Hoti Logon Me Wafa To Aj Hum Uda…
Read moreAgar Mil Jati Mujhe Do Din Ki Baadshaahi SangDil..!! Meri Riya-sat Me Teri Tashveer K Sikke Hote…
Read moreKisi k dil me kiya chupa hai ye to sirf khuda hi janta hai..!! Dil agr Be-naqab hote to socho kit…
Read moreMain Jab Bhi Teri Yaadon Ka Sahara Thaam Leta Hun. Bhula Deta Hun Dard-O-Gham Zara Aaram Leta Hu…
Read moreAchchey Hain Ya Bure Hain Bade Nayab Hain Hum..!! Koi Hum Sa Agar Hai To Zara Dhoond K Lao..…
Read moreDekha Palat K Us Ne K Hasrat Usey Bhi Thi. Hum Jis Pe Mitt Gaye They Mohabbat Usey Bhi Thi. …
Read moreMera Ishq Sailab Mera Hi Khoon-e-Jigar Hai, Mein Lehron Se Poochta Raha Mera Sahil Kidhar Hai, Na …
Read moreTujhe Badnaam Kiyon Karta, Mein Aisa Kaam Kiyon Karta. Jo Apne Sath Beeti Hai, Usey Mein Aam Ki…
Read moreWo mujhe bhool hi gya hoga Warna ...!! Itni Muddat khafa nahi rehta...!!!
Read moreMain Agar Toot Bhi Jaun To Phir Aaina Hun..!! Tum Mere Bad Bhi Har Roz Sanwarte Rehna..!!…
Read moreZubaan Khamosh Hoti Hai Nazar Se Kaam Hota Hai..!! Isi Mahol Ka Shayad Muhabbat Naam Hota Hai...!!…
Read morePhir Nahi Bastey Wo Dil Jo Ek Bar Ujad Jate Hain..!! Qabrein Jitni Bhi Sanwaro Wahan Ronaq Nahi Aa…
Read moreApne Samaan Ko Bandhey Hue Is Soch Me Hun..! Jo Kahin Ke Nahi Rehtey Wo Kahan Jate Hain...!!
Read moreUljhey hue hai halaat, ghum-e-Yaar ki tarah...!! ZINDAGI guzar to rahi hai, magar ek beemar ki tar…
Read moreAey raat tu mere akelepan par iss Qadar mat hans, Wrna tu us waqt bohut pchtayegi..!! Jab meri moh…
Read more