Behtar Tha Toot'taa Kisi Gulchin K Haath Se. Wo Phool Hun K Shaakh Pe Murjha Raha Hun.
Read moreIraadey Baandhta Hun, Sochta Hun, Tord Deta Hun. Kahin Aisa Na Ho Jaye, Kahin Wesa Na Ho Jaye...…
Read moreBhool kr bhi na jaana kbhi Mohabbat k jungle mein. Wahan Saanp nhi Humsafar dasa krte hain..!!…
Read moreItni Shiddat Aansuon Me Pehle Kabhi Na Thi. Dekha Apne Naseeb Ko To Sar-E-Aam Ro Diye.
Read moreDoobi Hain Meri Ungliyaan Mere Hi Lahoo Me. Ye Kaanch K Tukdon Pe Bharosey Ki Saza Hai.
Read moreNa Kar Aye Baghbaan Shikwa Gulaabon Ki Be-Nayazi par. Haseen Jo Bhi Hote Hain Zara Maghroor Hote …
Read moreKisi bhi seh me tere Hushn sa Jamaal nhi. Tu be-misaal hai teri koi mishaal nhi. Shikasht k…
Read moreMujhe Jeeney Ki Umeed Dobara De Do. Meri Doobti Kashti Ko Kinara De Do. Main Dard K Sahil P…
Read moreHai Koi Mere Khawab Ki Tabeer Batane Wala. Maine Dekha Hai Apni Laash Pe Rote Khud Ko.
Read moreDeemak Zada Kitaab Thi Yaadon Ki Zindagi. Har Warq Kholne Ki Khawahish Me Phat Gaya.
Read moreKhuda Kare K Saari Umar Mujhe Manzil Na Mile. Badi Mushkil Se Wo Raazi Hua Hai Sath Chalne k Liy…
Read moreDasht-E-Taqdeer Se Har Shaks Ne Hissa Paya. Mere Hissey Main Tere Saath Ki Hasrat Aayi.
Read moreDuniya Me Mat Dhoond Naam-E-Wafa Aye Dost. Dilon Se Khelte Hain Log Bana K Humsafar Apna.
Read moreWo Roya To Bohat Par Mujhse Muh Mord Kar Roya. Koi Majboori Hogi Jo Dil Tord Kar Roya. Mere Sa…
Read moreKoi Nahi Ayega Tere Siwa Meri Zindagi Mein..!! Ek Mout Hi Hai Jis Ka Hum Wada Nahi Kar Sakte..!!…
Read moreKuch Waqt Ki Rawani Ne Humein Yoon Badal Diya....!! Wafa Par Ab Bhi Qayam Hain Magar Muhabbat Ch…
Read moreKuch Khaas To Hai Iss Shakhs Ki Yaadon Me Warna..!! Har Bar Iss K Zikr Pr Yoon Aankhen Num Na Ho…
Read moreMera Kya Haal Hai Tere Bina Kabhi Dekh To Le...!! Ji Raha Hun Tera Bhoola Hua Wada Ban Kar...!!…
Read moreKhushk Honthon Se Hi Hoti Hain Meethi Batain..!! Pyaas Jab Bujh Jaye To Lehje Badal Jate Hain...…
Read moreDekhta Hun Tasveer-E-Yaar To Aata Hai Khayal..!! Har Baat La-Jawab Thi Agar Bewafa Na Hota...!!…
Read moreWo Tere Mizaaj Ki Bat Thi Ye Mere Mizaaj Ki Bat Hai..!! Tu Meri Nazar Se Na Gir Saka Me Teri Naz…
Read moreMusibat Ka Pahad Aakhir Kisi Din Chhut Hi Jaega..!! Mujhe Sar Maar Kar Tesh Se Mar Jana Nahi Ata…
Read moreKisi Kam Zarf K Hathon Nahi Khayi Hai Shikast..!! Khush Me Iss Pr Hun K Dushman Mere Mayaar Ka T…
Read moreHum To Sada Se Log Hain Hum Se Kya Ronaq Hogi Teri Mehfil Me...!! Hum To Us Dil Ko Bhi Abaad Na …
Read moreNaseeb Walon Ko Hoti Hai Muhabbat Ataa Mohsin..!! Tu Bad-Naseeb Hai To Iss Me Muhabbat Ka Kya Qa…
Read moreBade Sukoon Se Rukhsat To Kar Diya Usko..!! Phir Us K Bad Muhabbat Ne Intiha Kar Di...!!
Read moreManga Hi Nahi Maine Apni Chahat Ka Sila Tujhse..!! K Shayad Inkaar Ki Bhi Fursat Na Ho Tere Paas…
Read moreSookhe Gulaab Ki Tarha Hum Shayad... Gir Chuke Hain Teri Kitaab Se......
Read moreMisal-E-Sheesha Hain Humein Thaam K Rakhna..!! Hum Tere Hath Se Chhootay To Bikhar Jaenge...!!
Read moreBhula Na Sakoge Tum Bhi Kabhi Mujhe...... Saaya Ban K Tere Sath Rahengi Yadain Meri...
Read moreMujhe Mar Hi Na Dale In Badalon Ki Sazish....!! Ye Jab Se Baras Rahe Hain Tum Yaad Aa Rahe Ho…
Read moreWo Saath Tha To Mano Jannat Thi Zindagi..!! Ab To Har Saans Zinda Rehne Ki Waja Puchti Hai..!…
Read moreWo Shakhs Jis Ki Yaad Me Aankhen Pighal Gain. Wo Chup Chap Mere Pas Se Ho Kar Guzr Gaya...
Read morePyaas-E-Asghar Ka Karbala Me Wo Manzar To Soch. Tu Bhool Jayega Kehna K Roza-Daar Hun Me...
Read moreToda Kuch Iss Adaa Se Talluq Us Ne Ghalib..!! K Sari Umr Apna Qasoor Dhoondte Rahe...!!
Read moreLikh Kar Mera Naam Zameen Par Mita Dia..!! Uska Tha Faqat Khail Khaak Me Mujh Ko Mila Dia..!!…
Read more